Skip to main content

Posts

Showing posts from June, 2019

Dar lgta h ✒

Udkar aasmaan naapna tha mujhe ๐ŸŒ๐Ÿ” Ab ghisti hu waqt ki zameen pe ⌛๐Ÿ’”or chalne mein dr lgta h ๐Ÿ–ค Phool bnke bhale itraana tha๐ŸŒบ⚘ ab Khilne ๐ŸŒฑmein dr lgta h ๐Ÿ๐Ÿ‚ Meri kamiyaan, mere aasun mujhe chhidha na jaaye ๐Ÿ’”๐Ÿ’”๐Ÿ–ค Haan mujhe sjne ๐Ÿ’…mein dr lgta h ๐Ÿ˜” Kehna baki buss ye h ki ๐Ÿฅ Kahin tujhse na mil jaaun ๐Ÿƒ๐Ÿ’ž Mujhe khud se milne mein dr lgta h ๐ŸŽผ✏
Umar bhr saath nibhane ka wada to kya hi Krun ๐ŸŒป๐Ÿƒ Hmari to kahaani hi jannaton mein shuru hogi ๐ŸŒป๐Ÿ˜˜

Khayaalon mein jaise ๐Ÿฅ๐ŸŒป

Unke naam ki sondhi-sondhi  khushboo ๐Ÿคmere adhron pe mehakti hai ๐Ÿƒ Unka hi chehra dekh kar ye aakhein damakti hai ๐ŸŒป Wo na mera tha, ๐Ÿ’” Na hoga ๐Ÿ’” Phir kyun ye khudgarz saansein unki hi baahon mein thamne ko ๐Ÿ๐Ÿ‚tarasti hain ๐Ÿ–ค☘๐ŸŒฑ
Ab mousam badalne lge hain ๐Ÿ๐Ÿ‚๐Ÿƒ Kisi kone thi sisakti ruh jo kbhi ๐Ÿ–ค Aajkal baramde mein aane lgi hai ๐Ÿ’ซ๐Ÿ’ž Or inhe bhi to dekho ๐Ÿ’ฎ Aaj mujhe baramde mein paakar ๐Ÿง’ Ye gouraiyaan bhi chehchahaane lgi hain ๐Ÿค๐Ÿค

Khaamoshi

Unke andaaz-e-nazar pe hum fida the ๐Ÿ˜š Or wo yun hi hme nazar-andaaz karte chle gye ๐Ÿ’”๐Ÿ–ค๐Ÿ–ค Hmne zindgi ke wo haseen pal bech diye unhe manane mein ๐Ÿ˜Š๐Ÿ’ž Or wo buss, Bus inkaar karke chle gye ๐Ÿ–ค๐Ÿ–ค Or bus yhi hai meri khaamoshi ki wajah๐Ÿ๐Ÿ‚
Ghalatfehmi hai aapki janaab ki hm shaayar hain ๐Ÿ˜Š Hum likhte nhi ✍ Wo to waqt ne jakhm hi aese diye hain ๐Ÿ’˜๐Ÿ’” Jinpe waqt be-waqt marham lagaana hi pdta hai ๐Ÿ–ค Dillon๐Ÿ’— ka Aasmaano ๐Ÿ” se  naata h Shaam๐ŸŒ… hote hi khi yaadein to khi sitaarein๐ŸŒŒ chhint diye jaate h or Sabere pehle hi samet liye jaate h

Bekal

Vichitra hai na Jisse kl tk koi vaasta na tha, ๐Ÿ’ Aaj hriday ka spandan hai ๐Ÿ’— Ajnabi hain hm ab bhi...๐Ÿ–ค Khu kya,ye kaisa bandhan hai ✍